SEARCH RESULTS
Showing search results for "chapete.n"
Ghazal MATCHES FOR "chapete.n"
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
apnii apnii chaahate.n hai.n log ab jo bhii kahe.n
ik parii-paikar ko ik aashufta-sar achchhaa lagaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ye dostii ye maraasim ye chaahate.n ye KHuluus
kabhii kabhii mujhe sab kuchh ajiib lagtaa hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n vo rakhtaa hai chaahate.n kitnii
magar ye baat use kis tarah bataa.uu.n mai.n
Iftikhar Imam Siddiqi
Ghazal
mirii havas ke samundar me.n madd-o-jazr nahii.n
p.e-zavaal na ho.n chaa.nd-chaahate.n terii
Anjum Irfani
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ye meraa saaraa safar us kii KHushbu.o.n me.n kaTaa
mujhe to raah dikhaatii thii.n chaahate.n us kii
Noshi Gilani
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
agar milo to khule dil ke saath ham se milo
ki rasmii rasmii sii ye chaahate.n bhii Thiik nahii.n
Aitbar Sajid
Ghazal
daro.n ko band karo varna aa.ndhiyo.n kaa ye zor
tumhaare kachche gharo.n kii chhate.n u.Daa degaa
Bashir Farooqi
Ghazal
kabhii to saahib-e-diivaar-o-dar bane.nge ham
kabhii to sar pe hamaare na.ii chhate.n ho.ngii
Manzar Bhopali
Ghazal
aa.nsu.o.n kaa rizq ho.ngii be-natiija chaahate.n
KHushk ho.nTo.n par laraztii ik du'aa rah jaa.egii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
is tarha baadalo.n kii chhate.n chhaa.ii thii.n 'zafar'
sahmii hu.ii zamiin thii manzar siyaah thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Bedil Haidri
Ghazal
kuchh ek roz me.n mai.n chaahate.n badaltaa huu.n
agar na seat mile to base.n badaltaa huu.n
Aks samastipuri
Ghazal
jaagte manzar chhate.n daalaan aa.ngan khi.Dkiyaa.n
ab ke phere me.n havaa ye bhii u.Daa le jaa.egii