SEARCH RESULTS
Showing search results for "chappal"
Ghazal MATCHES FOR "chappal"
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
ek sar kii chaadar ho aur paa.nv me.n chappal
apne saj sa.nvarne me.n der kitnii lagtii hai
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
us ne chappal se sar-e-raah tavaazo kar dii
ab to armaan tiraa ai dil-e-naadaa.n niklaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
chappal se marammat hu.e guzraa hai zamaana
ha.nstaa hai mujhe dekh ke darbaan abhii tak
Navak Lakhnavi
Ghazal
Ata Lucknowi
Ghazal
Iliyas Chishti
Ghazal
yaad hame.n hai.n ham bachpan me.n ammaa.n ke
chappal juute DanDe sab sah jaate the
Deepak Ghazipuri
Ghazal
baat dariyaa.o.n kii suuraj kii na terii hai yahaa.n
do qadam jo bhii mire saath chalaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
o.Dhe hu.e taaro.n kii chamaktii hu.ii chaadar
naddii ko.ii bal khaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mai.n zindagii kaa saath nibhaataa chalaa gayaa
har fikr ko dhu.e.n me.n u.Daataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
muddato.n se yahii aalam na tavaqqo na umiid
dil pukaare hii chalaa jaataa hai jaanaa.n jaanaa.n