SEARCH RESULTS
Showing search results for "charaag-e-shabam"
Ghazal MATCHES FOR "charaag-e-shabam"
Ghazal
mile.nge daaG sitaare charaaG-e-shabam bhii
Gamo.n kii raat kaa chehra nikharne vaalaa hai
Rasheed Nisar
Ghazal
laad na us ke husn kaa itnaa bojh 'charaaG'
aa jaa.egii moch Gazal ke shaane me.n
Charagh Sharma
Ghazal
Charagh Sharma
Ghazal
'Gaalib' hayaat hote to karte ye e'tiraaf
daur-e-'charaaG' me.n hai Gazal kaa class aur
Charagh Sharma
Ghazal
mai-kade ke muKHtalif aadaab hote hai.n 'charaaG'
jo yahaa.n par saahab-e-kirdaar hai be-kaar hai
Charagh Sharma
Ghazal
'fazaa' charaaG-o-shafaq dono.n rahzano.n kii mataa.a
jo KHair chaaho to raste me.n shaam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ruuh aur badan dono.n daaG daaG hai.n yaaro
phir bhii apne baam-o-dar be-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mile.nge raah me.n tujh ko charaaG jalte hu.e
kahii.n kahii.n hai miraa naqsh-e-paa bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
so.e the sar-e-shaam khulii pichhle pahar aa.nkh
mu.nh dekh ke uTThe hai.n charaaG-e-saharii kaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ab dekhiye vo aa.e.nge yaa maut aa.egii
baa.ndhii hai dil ne shart charaaG-e-sahar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
gul kar diyaa charaaG-e-ma.iishat tuu ai havaa
me.ada ke bhii na ghis ga.e kyuu.n KHaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
fikr-e-raushan ko vo shoriida-sarii kahte hai.n
yaanii suuraj ko charaaG-e-saharii kahte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
jo tund-o-tez havaa.o.n me.n jalte rahte hai.n
vahii charaaG a.ndhero.n ko khalte rahte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Dhalegii raat to phailegaa nuur bhii is kaa
charaaG apnaa sar-e-shaam jhilmilaataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
charaaG-e-anjuman-e-hairat-e-nazaara the
vo laala-ruu jinhe.n ab daaG-e-aarzuu kahiye