SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashme"
Ghazal MATCHES FOR "chashme"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
chashm-e-qaatil mirii dushman thii hamesha lekin
jaisii ab ho ga.ii qaatil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
saamne chashm-e-guhar-baar ke kah do dariyaa
cha.Dh ke gar aa.e to nazro.n se utar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aap kii yaad aatii rahii raat bhar
chashm-e-nam muskuraatii rahii raat bhar
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
sabaa se karte hai.n Gurbat-nasiib zikr-e-vatan
to chashm-e-sub.h me.n aa.nsuu ubharne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ga.e hosh tere zaahid jo vo chashm-e-mast dekhii
mujhe kyaa ulaT na dete jo na baada-KHvaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
patthar mujhe kahtaa hai miraa chaahne vaalaa
mai.n mom huu.n us ne mujhe chhuu kar nahii.n dekhaa