SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashme"
Nazm MATCHES FOR "chashme"
Nazm
shikwa
tuu jo chaahe to uThe siina-e-sahraa se habaab
rah-rav-e-dasht ho sailii-zada-e-mauj-e-saraab
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
tum me.n huuro.n kaa ko.ii chaahne vaalaa hii nahii.n
jalva-e-tuur to maujuud hai muusaa hii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
chashm-e-nam jaan-e-shoriida kaafii nahii.n
tohmat-e-ishq-e-poshiida kaafii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid-e-qurtuba
aaj bhii is des me.n aam hai chashm-e-Gazaal
aur nigaaho.n ke tiir aaj bhii hai.n dil-nashii.n
Allama Iqbal
Nazm
shikast-e-tauba
piitaa baGair izn ye kab thii mirii majaal
dar-parda chashm-e-yaar kii shah paa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
yaad-e-aligarh
ko.ii husn-e-naahiid par mar miTaa thaa
ko.ii chashm-e-nargis kaa biimaar saa thaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
chashm-e-siyaah me.n vo talaatum hai nuur kaa
jaise sharaab-e-naab me.n jauhar suruur kaa