SEARCH RESULTS
Showing search results for "chatkaa"
Ghazal MATCHES FOR "chatkaa"
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
barg-e-gul dekh ke aa.nkho.n me.n tire phir ga.e lab
Guncha chaTkaa to mujhe lutf-e-suKHan yaad aayaa
Amanat Lakhnavi
Ghazal
be-faiz ajab niklii ye fasl-e-tamannaa bhii
phuuTii nahii.n ko.npal bhii chaTkaa nahii.n Guncha bhii
Jamal Panipati
Ghazal
Guncha chaTkaa ko.ii gulshan me.n to lailaa samjhii
mere majnuu.n ne pukaaraa mujhe viiraane se
Waseem Khairabadi
Ghazal
hariis ho na jahaa.n me.n na apnaa jii bhaTkaa
zabaa.n biga.D ga.ii gar us ko aa gayaa chaTkaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Guncha chaTkaa na ko.ii phuul khilaa mere baad
mai.n chalaa to na chalii baad-e-sabaa mere baad
Mukhtar Ashiqi Jaunpuri
Ghazal
chaTkaa bhii to dil kii tarah aavaaz na ubhrii
jo KHaak se merii banaa paimaana vahii hai
Haidar Husain Fiza Lucknowi
Ghazal
Jauhar Zahiri
Ghazal
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e