SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhail-chhabiile"
Ghazal MATCHES FOR "chhail-chhabiile"
Ghazal
ye miraa tajraba hai husn ko.ii chaal chale
baazi-e-ishq kabhii maat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
baiThe rahne se to lau dete nahii.n ye jism-o-jaa.n
jugnu.o.n kii chaal chaliye raushnii ban jaa.iye
Abbas Tabish
Ghazal
har aa.ngan me.n aa.e tere ujle ruup kii dhuup
chhail-chhabelii raanii tho.Daa ghuu.nghaT aur nikaal
Qateel Shifai
Ghazal
pal pal maTak ke dekhe Dag Dag chale laTak ke
vo shoKH chhal chhabiilaa tannaaz hai saraapaa
Faez Dehlvi
Ghazal
Yasir Iqbal
Ghazal
qaid kar baa.nho.n me.n phir zulf ko zanjiir banaa
ab ko.ii kaaT-kapaT aur na chhal chaahiye hai
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
Suresh Chandra Shauq
Ghazal
Krishn Murari
Ghazal
ishq me.n to ishq chalnaa chaahiye thaa
yaar kyo.n jhag.Daa hamaaraa chal rahaa hai
Anjali Singh
Ghazal
jhukii nigaah kaa jaaduu to chal hii jaa.egaa
'rafiiq' aap kaa shikva-gila chale na chale
Rafeeq Pilibhiti
Ghazal
raasto.n se thii shanaasaa.ii na manzil kii KHabar
chal pa.De to kab ruke azm-e-safar le kar chale
Ghazal
rahiye ab aisii jagah chal kar jahaa.n ko.ii na ho
ham-suKHan ko.ii na ho aur ham-zabaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
ham se bhii is bisaat pe kam ho.nge bad-qimaar
jo chaal ham chale so nihaayat burii chale