SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhin"
Ghazal MATCHES FOR "chhin"
Ghazal
le gayaa chhiin ke kaun aaj tiraa sabr o qaraar
be-qaraarii tujhe ai dil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
siina dahak rahaa ho to kyaa chup rahe ko.ii
kyuu.n chiiKH chiiKH kar na galaa chhiil le ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
chaman pe Gaarat-e-gul-chii.n se jaane kyaa guzrii
qafas se aaj sabaa be-qaraar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
nukta-chii.n hai Gam-e-dil us ko sunaa.e na bane
kyaa bane baat jahaa.n baat banaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
tuu hai kis haal me.n ai zuud-faraamosh mire
mujh ko to chhiin liyaa ahd-e-vafaa ne mere
Ahmad Faraz
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
haa.e us vaqt ko kosuu.n ki du.aa duu.n yaaro
jis ne har dard miraa chhiin liyaa hai mujh se
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
vahii to sab se ziyaada hai nukta-chii.n meraa
jo muskuraa ke hamesha gale lagaa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
kis DhiTaa.ii se vo dil chhiin ke kahte hai.n 'amiir'
vo miraa ghar hai rahe jis me.n mohabbat merii
Ameer Minai
Ghazal
Hafeez Merathi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kuchh na kahne se bhii chhin jaataa hai ejaaz-e-suKHan
zulm sahne se bhii zaalim kii madad hotii hai