SEARCH RESULTS
Showing search results for "chiikhuu.n"
Ghazal MATCHES FOR "chiikhuu.n"
Ghazal
Shahnawaz Ansari
Ghazal
Panna Lal Noor
Ghazal
is shahr kaa sukuut kabhii TuuTtaa nahii.n
chiiKHuu.n to merii chiiKH me.n ko.ii asar to ho
Shahid Kaleem
Ghazal
agar mai.n dard se chiiKHuu.n to hai adaakaarii
dikhaa.uu.n zaKHm to kahte hai.n KHud-numaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
chiiKHuu.n puuraa zor lagaa kar naam us kaa
vo apnii tasviir se baahar aa jaa.e
Swapnil Yadav Nil
Ghazal
apnaa la.Dnaa bhii mohabbat hai tumhe.n ilm nahii.n
chiiKHtii tum rahii aur meraa galaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
siina dahak rahaa ho to kyaa chup rahe ko.ii
kyuu.n chiiKH chiiKH kar na galaa chhiil le ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
kaise ho saktaa hai jo kuchh bhii mai.n chaahuu.n
bol naa mere yaaraa kaise ho saktaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
maut kii raah na dekhuu.n ki bin aa.e na rahe
tum ko chaahuu.n ki na aa.o to bulaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
ik aisaa zaKHm-numaa dil qariib se guzraa
dil us ko dekh ke chiiKHaa Thahar lagegaa nahii.n
Umair Najmi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
pahle to mai.n chiiKH ke royaa aur phir ha.nsne lagaa
baadal garjaa bijlii chamkii tum yaad aa.e