SEARCH RESULTS
Showing search results for "chiito.n"
Ghazal MATCHES FOR "chiito.n"
Ghazal
aa.nkho.n se nikalvaaiye aa.nkhe.n hirno.n kii
chiito.n kii kamar to.Diye naazuk-kamarii se
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
chaman pe Gaarat-e-gul-chii.n se jaane kyaa guzrii
qafas se aaj sabaa be-qaraar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nukta-chii.n hai Gam-e-dil us ko sunaa.e na bane
kyaa bane baat jahaa.n baat banaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
dil kii choTo.n ne kabhii chain se rahne na diyaa
jab chalii sard havaa mai.n ne tujhe yaad kiyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
aur to mujh ko milaa kyaa mirii mehnat kaa sila
chand sikke hai.n mire haath me.n chhaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
apnaa Gam le ke kahii.n aur na jaayaa jaa.e
ghar me.n bikhrii hu.ii chiizo.n ko sajaayaa jaa.e
Nida Fazli
Ghazal
khulii chhato.n ke diye kab ke bujh ga.e hote
ko.ii to hai jo havaa.o.n ke par katartaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
vahii to sab se ziyaada hai nukta-chii.n meraa
jo muskuraa ke hamesha gale lagaa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
agarche mai.n ik chaTaan saa aadmii rahaa huu.n
magar tire baa'd hausla hai ki jii rahaa huu.n