SEARCH RESULTS
Showing search results for "chingaarii"
Ghazal MATCHES FOR "chingaarii"
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
ek chingaarii nazar aa.ii thii bastii me.n use
vo alag haT gayaa aa.ndhii ko ishaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
chingaarii ik aTak sii ga.ii mere siine me.n
tho.Daa saa aa ke phuu.nk do u.Dtaa nahii.n dhu.aa.n
Gulzar
Ghazal
lobaan me.n chingaarii jaise ko.ii rakh jaa.e
yuu.n yaad tirii shab bhar siine me.n sulagtii hai
Bashir Badr
Ghazal
jaa ke ye kah de ko.ii sho.alo.n se chi.ngaarii se
phuul is baar khile hai.n ba.Dii tayyaarii se
Rahat Indori
Ghazal
vo chingaarii KHas-o-KHaashaak se kis tarah dab jaa.e
jise haq ne kiyaa ho niistaa.n ke vaaste paidaa
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
is se tire makaan kaa manzar hai bad-numaa
chingaarii mere phuus ke chhappar me.n Daal de
Kaif Bhopali
Ghazal
Abbas Dana
Ghazal
yahii gar aa.nkh me.n rah jaa.e to hai chingaarii
qatra-e-ashk jo bah jaa.e to ik dariyaa hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
aaj har qatra-e-mai ban gayaa ik chingaarii
thii ye saaqii kii sharaarat mujhe maa'luum na thaa