SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuk"
Ghazal MATCHES FOR "chuk"
Ghazal
patthar mujhe kahtaa hai miraa chaahne vaalaa
mai.n mom huu.n us ne mujhe chhuu kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
mar chuk kahii.n ki tuu Gam-e-hijraa.n se chhuuT jaa.e
kahte to hai.n bhale kii va-lekin burii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
kahii.n pe chuuk rahe hai.n ye aa.ine shaayad
nahii.n to aks me.n ab tak mirii shabaahat thii
Shariq Kaifi
Ghazal
kahaa.n pe chuuk hu.ii tere be-qaraaro.n se
zamaana duusrii karvaT badalne vaalaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kuredtaa hai bahut raakh mere maazii kii
mai.n chuuk jaa.uu.n to vo u.ngliyaa.n jalaa legaa
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
husn se chuuk hu.ii is kii hai taariiKH gavaah
ishq se bhuul hu.ii hai ye mujhe yaad nahii.n
Saghar Nizami
Ghazal
chhuk-chhuk kartii rail guzartii aa.ngan me.n
gu.Diyaa hotii gu.Diyaa kii motor hotii
Bashir Badr
Ghazal
guftuguu me.n zabt laazim hai zaraa sii chuuk par
lab pe aa ke harf harf-e-mudda.aa ho jaa.egaa
Om Krishn Rahat
Ghazal
Taufeeq Sagar
Ghazal
ba.De saliiqe se sab ko sambhaal rakkhaa hai
zaraa sii chuuk se kumba bikhar bhii saktaa hai
Naseem Nikhat
Ghazal
vo fasl pak chukii thii ab us kaa bhii kyaa qusuur
tujh se kahaa thaa jeb me.n chingaariyaa.n na rakh
Prem Kumar Nazar
Ghazal
haal-e-dil un se na kahtaa thaa hamii.n chuuk ga.e
ab ko.ii baat banaa.e.n bhii to kyaa hotaa hai
Mirza Hadi Ruswa
Ghazal
har ek aag ko vo raushnii samajhtaa hai
mai.n chuuk jaa.uu.n to vo u.ngliyaa.n jalaa legaa
Mohammad Ali Sahil
Ghazal
mirii nazar se hu.aa ik Galat shikaar hai vo
ye tiir chuuk gayaa thaa kabhii nishaane se
Tahzeeb Abrar
Ghazal
KHvaabo.n ke intiKHaab me.n kyaa chuuk ho ga.ii
har baar ik shikastagii ta.abiir me.n rahii
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
machaan baa.ndhne vaale nishaana chuuk ga.e
ki KHud machaan kii jaanib se Dar nikal aa.e
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
nigaah us kii mirii samt chehra aur taraf
so chuuk jaate hai.n andaaza-e-salaam me.n ham