SEARCH RESULTS
Showing search results for "chulluu"
Ghazal MATCHES FOR "chulluu"
Ghazal
rind phailaa.e hai.n chulluu ko takalluf kaisaa
saaqiyaa Dhaal bhii de jaam KHudaa-saaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
kar chuke rindii bas ab 'majzuub' tum
ek chulluu me.n ye haalat ho ga.ii
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
zaahid sharaab piine se kaafir hu.aa mai.n kyuu.n
kyaa De.Dh chulluu paanii me.n iimaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
hame.n to Duub marne ke liye hai chulluu-bhar paanii
kisii ke vaaste mauj-e-balaa saahil hu.ii hogii
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
ek chulluu se bhare ghar kaa bhalaa kyaa hogaa
ham ko bhii nahr se pyaasaa palaT aanaa achchhaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
bhalaa ho piir-e-muGaa.n kaa idhar nigaah mile
faqiir hai.n ko.ii chulluu KHudaa kii raah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
apnii hatheliyo.n me.n ye aa.nkhe.n nicho.D luu.n
mumkin hai tere hijr se chulluu nikal sake
Kushal Dauneriya
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
jab se us par ek chulluu pyaas ke sho.ale gire
tab se saare jism me.n dariyaa ke chhaale pa.D ga.e
Nazeer Baaqri
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
har baar chho.D aatii huu.n dariyaa me.n lahr ko
chulluu me.n bhar ke mujh se uThaayaa nahii.n gayaa
Farhat Zahid
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Rind Lakhnavi
Ghazal
Gam nahii.n jaam-e-tilaakaar uThaa rakh saaqii
kyaa Garaz ham ko salaamat rahe chulluu apnaa
Shad Azimabadi
Ghazal
mai-kade me.n baiTh kar iimaan kii parvaa na kar
yaa use bhii ek do chulluu pilaa diivaana kar
Hari Chand Akhtar
Ghazal
mai-kashii me.n bhii ka.ii daur guzaare 'aadil'
kabhii chulluu kabhii saaGar se piyaa hai mai.n ne
Ahmad Adil
Ghazal
aa.nkh ham baada-kasho.n se na milaa ai jamshed
apne chulluu ko tire jaam se ba.Dh kar jaanaa