SEARCH RESULTS
Showing search results for "chup-chaap"
Ghazal MATCHES FOR "chup-chaap"
Ghazal
mai.n umar ke raste me.n chup-chaap bikhar jaataa
ik din bhii agar apnii tanhaa.ii se Dar jaataa
Azm Bahzad
Ghazal
vo chup-chaap aa.nsuu bahaane kii raate.n
vo ik shaKHs ke yaad aane kii raate.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
har ek baat ko chup-chaap kyuu.n sunaa jaa.e
kabhii to hausla kar ke nahii.n kahaa jaa.e
Nida Fazli
Ghazal
ab tire shahr se chup-chaap guzarnaa hogaa
zinda hote hu.e har mo.D pe marnaa hogaa
Siya sachdev
Ghazal
chup-chaap sulagtaa hai diyaa tum bhii to dekho
kis dard ko kahte hai.n vafaa tum bhii to dekho
Bashar Nawaz
Ghazal
pahle chup-chaap mujhe taktaa rahaa darvaaza
juu.nhii mai.n jaane lagaa bol pa.Daa darvaaza
Mohammad Ahmad Saqi
Ghazal
ye mere paas jo chup-chaap aa.e baiThe hai.n
hazaar fitna-e-mahshar uThaa.e baiThe hai.n
Nooh Narvi
Ghazal
Majaz Jaipuri
Ghazal
chup-chaap habs-e-vaqt ke pi.njre me.n mar gayaa
jho.nkaa havaa kaa aate hii kamre me.n mar gayaa
Athar Nasik
Ghazal
itnaa chup-chaap ta'alluq pe zavaal aayaa thaa
dil hii royaa thaa na chehre pe malaal aayaa thaa
Lutf-ur-rahman
Ghazal
siine par rakh hijrat kaa patthar chup-chaap
ghar me.n rah aur chho.D de apnaa ghar chup-chaap
Parveen Kumar Ashk
Ghazal
chup-chaap tuu mastii me.n yahaa.n apnii u.De jaa
har baat pe KHush rah ke tuu har dam hii ha.nse jaa
Koki Gul
Ghazal
chup-chaap anjuman se kahaa.n jaa rahe hai.n log
kuchh to hu.aa hai aisaa ki pachhtaa rahe hai.n log
Devendra Manjhi
Ghazal
Imran Awan
Ghazal
vo bhii chup-chaap hai is baar ye qissa kyaa hai
tum bhii KHaamosh ho sarkaar ye qissa kyaa hai
Hastimal Hasti
Ghazal
nazar bachaa ke vo ham se guzar ga.e chup-chaap
abhii yahii.n the na jaane kidhar ga.e chup-chaap
Barqi Azmi
Ghazal
chup-chaap nikal aa.e the sahraa kii taraf ham
chalte hu.e kyaa dekhte duniyaa kii taraf ham