SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuuktaa"
Ghazal MATCHES FOR "chuuktaa"
Ghazal
Fatima Hasan
Ghazal
jhag.Daa to husn o ishq kaa chuktaa hai pal ke biich
gar mahkame me.n qaazii ke tuu ruu-ba-ruu na ho
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
aduu se karnaa hai saaraa hisaab chuktaa 'faiz'
agar vo jaa.egaa thaana to mere The.nge se
Faizul Amin Faiz
Ghazal
mujh par merii zaat udhaar hai lekin 'saurabh'
chuktaa kar duu.ngaa qarza ye, zinda huu.n mai.n
Saurabh Shekhar
Ghazal
martaa hai jo har roz magar mar nahii.n chuktaa
kal raat ko ghar aa gayaa vo sho.abda-gar phir
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
vo chuuktaa hii nahii.n jis pe daav jaisaa hai
hame.n KHabar hai vahaa.n rakh-rakhaav jaisaa hai
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
jis tafta dil ko taakaa vahii.n said kar liyaa
tiir-e-nigaah-e-naaz kabhii chuuktaa nahii.n
Fazal Husain Sabir
Ghazal
ehtisaab-e-dil kaa jab har hisaab chuktaa hai
terii kam-nigaahii kyaa merii KHush-nigaahii kyaa
Zakia Ghazal
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n ki tum hii mujhe ijaazat do
tumhaarii tarah se ko.ii gale lagaa.e mujhe
Bashir Badr
Ghazal
mai.n KHud ye chaahtaa huu.n ki haalaat ho.n KHaraab
mere KHilaaf zahr ugaltaa phire ko.ii