SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuuste"
Ghazal MATCHES FOR "chuuste"
Ghazal
baazaar me.n bhii chalte hai.n koTho.n ko dekhte
saudaa KHariidte hai.n to uu.nchii dukaan kaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
chuuste hai.n dahan-e-zaKHm maze le le kar
lab-e-ma.ashuuq hai us tiir kaa paikaa.n mujh ko
Suraj Narayan Mehr
Ghazal
KHuu.n chuuste lamho.n se kaho haath pasaare.n
ehsaas kii suurat abhii zardaa.ii kahaa.n hai
Raoof Khair
Ghazal
jo masnado.n se kisaano.n kaa chuuste the lahuu
bataa.o un ko kisaano.n ne KHud-kushii kar lii
Ayyub Khan Bismil
Ghazal
chupke chupke raat din aa.nsuu bahaanaa yaad hai
ham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
sar se paa tak vo gulaabo.n kaa shajar lagtaa hai
baa-vazuu ho ke bhii chhuute hu.e Dar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
raah chalte hu.e aksar ye gumaa.n hotaa hai
vo nazar chhup ke mujhe dekh rahii ho jaise
Faaiz Anwar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHuub parda hai ki chilman se lage baiThe hai.n
saaf chhupte bhii nahii.n saamne aate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
haath chhuuTe.n bhii to rishte nahii.n chho.Daa karte
vaqt kii shaaKH se lamhe nahii.n to.Daa karte
Gulzar
Ghazal
chalte rahte hai.n ki chalnaa hai musaafir kaa nasiib
sochte rahte hai.n kis raahguzar ke ham hai.n