SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuuste"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chuuste"
Sher
ham jaam-e-mai ke bhii lab-e-tar chuuste nahii.n
chaskaa pa.Daa hu.aa hai tumhaarii zabaan kaa
Riyaz Khairabadi
Nazm
dusre darje ki pichhli qatar ka aadmi
mere juute jo.nk kii maanind mere paa.nv se lipTe hu.e hai.n
chuuste hai.n meraa KHuun
Shakeel Azmi
Ghazal
baazaar me.n bhii chalte hai.n koTho.n ko dekhte
saudaa KHariidte hai.n to uu.nchii dukaan kaa
Riyaz Khairabadi
PAGE MATCHES FOR "chuuste"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chuuste"
Ghazal
chuuste hai.n dahan-e-zaKHm maze le le kar
lab-e-ma.ashuuq hai us tiir kaa paikaa.n mujh ko
Suraj Narayan Mehr
Ghazal
KHuu.n chuuste lamho.n se kaho haath pasaare.n
ehsaas kii suurat abhii zardaa.ii kahaa.n hai
Raoof Khair
Ghazal
jo masnado.n se kisaano.n kaa chuuste the lahuu
bataa.o un ko kisaano.n ne KHud-kushii kar lii
Ayyub Khan Bismil
Nazm
maut apne sar pe lade
maut apne sar pe laade
ham havaa.o.n ke lahuu ko chuuste hai.n
Syed Basharat Ali
Mazahiya
ye zulfo.n kii chhaa.o.n ghanii chaahte hai.n
ye palko.n kii chilman tanii chaahte hai.n
Asrar jamayee
Ghazal
chupke chupke raat din aa.nsuu bahaanaa yaad hai
ham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Sher
chupke chupke raat din aa.nsuu bahaanaa yaad hai
ham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Nazm
jawab-e-shikwa
chaahte sab hai.n ki ho.n auj-e-surayyaa pe muqiim
pahle vaisaa ko.ii paidaa to kare qalb-e-saliim
Allama Iqbal
Ghazal
sar se paa tak vo gulaabo.n kaa shajar lagtaa hai
baa-vazuu ho ke bhii chhuute hu.e Dar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
raah chalte hu.e aksar ye gumaa.n hotaa hai
vo nazar chhup ke mujhe dekh rahii ho jaise


