SEARCH RESULTS
Showing search results for "colonel"
Ghazal MATCHES FOR "colonel"
Ghazal
thaa va.ada shaam kaa magar aa.e vo raat ko
mai.n bhii kivaa.D kholne fauran nahii.n gayaa
Anwar Shuoor
Ghazal
zaKHm hii kholne aa.ii hai to 'ujlat kaisii
chhuu mire jism ko ai baad-e-sabaa aahista
Parveen Shakir
Ghazal
vo baat baat pe jii bhar ke bolne vaalaa
ulajh ke rah gayaa Dorii ko kholne vaalaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Azhar Iqbal
Ghazal
isii mausam kii tamannaa thii ka.ii barso.n se
baadbaa.n kholne the aur giraa baiThaa huu.n
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
dil hai ye Guncha nahii.n hai is kaa uqda ai sabaa
kholne kaa jab talak aave na Dhab khultaa nahii.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
hai mauj mauj muKHaalif mire safiine kii
aur us pe kholne vaalaa huu.n baadbaan ko mai.n
Mumtaz Gurmani
Ghazal
dastak me.n ko.ii dard kii KHushbuu zaruur thii
darvaaza kholne ke liye ghar kaa ghar uThaa
Qaisarul Jafri
Ghazal
kahnaa to hai mujhe bhii hadiis-e-Gam-e-hayaat
lab kholne kii kaash ijaazat zamaana de
Ajiz Matvi
Ghazal
dil kii anjuman se yuu.n jaa rahaa hai zabt-e-Gam
jaise raaz kholne ko.ii raaz-daa.n chale
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
is daur-e-naa-shanaas me.n ham se arab-nazhaad
lab kholne lage to ajam kar diye ga.e
Alamtaab Tishna
Ghazal
kisii mahaaz pe vo bolne nahii.n detaa
zaruuratan bhii zabaa.n kholne nahii.n detaa
Hairat Allahabadi
Ghazal
zehn-e-rasaa kii girhe.n magar kholne lage
phir yuu.n hu.aa ki log hame.n taulne lage
Wazir Agha
Ghazal
qur.aan kholne key zaruurat nahii.n rahii
biktii hai sub.h-o-shaam tilaavat KHariidiye
Hafeez Momin
Ghazal
dosto kisii ne kyaa kholne kii KHvaahish me.n
jaan ke attachi me.n bhar diye jamaal apne