SEARCH RESULTS
Showing search results for "daadii"
Ghazal MATCHES FOR "daadii"
Ghazal
daadii se kahnaa us kii kahaanii sunaa.iye
jo baadshaah ishq me.n mazduur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
ye baat raaz kii daadii ne ham ko batlaa.ii
hamaarii umr me.n abbaa bhii devdaas rahe
Siraj Faisal Khan
Ghazal
aurat maa.n thii bahan thii daadii thii naanii thii
kore kaaGaz jaisaa bachpan yaad aataa hai
Qaisar Siddiqi
Ghazal
saath za.iif baap ke lag ga.ii.n kaam-kaaj par
gahne chhupaa ke la.Dkiyaa.n daadii ke paan-daan me.n
Azhar Faragh
Ghazal
ka.ii KHazaane qisse vaale ik bachche ke paas mile
daadaa daadii us ke paas naanaa naanii us ke paas
Pratap Somvanshi
Ghazal
Priyamvada Ilhan
Ghazal
mujhe Gazal bhii mirii daadii-maa.n sii lagtii hai
nahii.n sulaatii kahaanii ko.ii sunaa.e baGair
Ashok Mizaj Badr
Ghazal
daad kar ai daad-gar ushshaaq-kush
tere aage tujh se fariyaadii hai.n ham
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
merii buu.Dhii daadii aksar kahtii thii.n
ko.ii nahii.n hotaa jis kaa rab hotaa he
Farooq Bakshi
Ghazal
daadii kii kahaanii ko taraste hai.n ye bachche
aa.nkho.n me.n nahii.n duur talak nii.nd ke saa.e
Obaidur Rahman
Ghazal
Manish Mohak
Ghazal
daadii ne mire saamne ik roz kahaa thaa
ye aaj kii ‘aurat hai ye naa-haq na dabegii
Syed Masood Naqvi
Ghazal
جب سے تیرے حسن نے گلشن میں بیدادی کیا
گل نے اپنا اب تلک چاک گریباں نیئں سیا
Mehndi Aurangabadi
Ghazal
na mummy kii lorii na daadii ke qisse
makaano.n ko kyo.n ghar samajhne lage hai.n
Deenbandhu Jaiswal
Ghazal
lauT aaya hai miraa bachpan dubaara phir vahii
phir sunaa.e.ngii mujhe daadii kahaanii raat me.n
Updesh Vidyarthi
Ghazal
ab is se aur ibaarat nahii.n ko.ii saadii
ki meraa KHaas hunar bhii rahaa KHudaa-daadii
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
bachpan me.n naanii daadii ke qisso.n me.n
pariyo.n kii nagrii me.n ghuum ke aate the