SEARCH RESULTS
Showing search results for "daam-e-ziist"
Ghazal MATCHES FOR "daam-e-ziist"
Ghazal
taa-dam-e-ziist na aayaa mire naame kaa javaab
naama-bar mujh ko baraabar hai gayaa yaa na gayaa
Afqar Mohani
Ghazal
taa-dam-e-ziist rahaa yaar-e-parii-ruu tasKHiir
harf-e-KHaatam hu.e ham naqsh-e-sulaimaa.n ho kar
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
ba-zaahir us ke labo.n par ha.nsii rahii lekin
dam-e-vidaa.a vo dar-parda be-qaraar bhii thaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ehtisaab-e-ziist karne ke liye baiThaa thaa mai.n
yaad aa.ii dosto.n kii kaar-farmaa.ii bahut
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
miraa vajuud ki hai daana-e-qanaa.at saa
mai.n ik faqiir parinda huu.n daam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
tere dam se thii bahaar-e-zindagii jaan-e-bahaar
zindagii baar-e-garaa.n hai ab tire jaane ke baad
Naresh M. A
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
ziist vo kyaa hai jo mauhuum sii ummiid liye
maut kii raah se benaam-o-nishaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
poshiida lafz lafz me.n hai daastaan-e-karb
'qudsii' kitaab-e-ziist kaa har baab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
gar chaaho mauj-e-ziist sadaa dau.Dtii rahe
sar misl-e-bahr siina-e-saahil pe chho.D do
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
vo quvvat-e-baazuu hai na himmat na shujaa'at
talvaar pa.Dii apnaa hii dam chaaT rahii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
kis haal me.n yaaraan-e-adam hai.n nahii.n ma.aluum
aa.ii na KHabar taa-dam-e-tahriir kisii kii
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
jab ho dam-e-aaKHir to bachaa lene kii taaqat
phir KHaak-e-shifaa me.n na kahii.n aab-e-baqaa me.n