SEARCH RESULTS
Showing search results for "daane"
Ghazal MATCHES FOR "daane"
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
almaarii se KHat us ke puraane nikal aa.e
phir se mire chehre pe ye daane nikal aa.e
Munawwar Rana
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kuchh parindo.n ko to bas do chaar daane chaahiye.n
kuchh ko lekin aasmaano.n ke KHazaane chaahiye.n
Rajesh Reddy
Ghazal
palko.n par ye aa.nsuu pyaar kii tauhiin the
aa.nkho.n se gire motii ke daane ho ga.e
Bashir Badr
Ghazal
tuu ne jis shaKHs ko maaraa thaa samajh kar kaafir
us kii muTThii se to tasbiih ke daane nikle
Amir Ameer
Ghazal
banjar miTTii par bhii baras ai abr-e-karam
KHaak kaa har zarra maqruuz hai daane kaa
Talib Johari
Ghazal
jab se pahra zabt kaa hai aa.n.su.o.n kii fasl par
ho ga.ii.n muhtaaj aa.nkhe.n daane daane ke liye
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
ahl-e-dil ugaa.e.nge KHaak se mah o anjum
ab guhar subuk hogaa jau ke ek daane se
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
le le ke teraa naam in aa.nkho.n ne raat bhar
tasbiih-e-intizaar ke daane banaa.e hai.n
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
ham un parindo.n ke jaise hai.n jo zamii.n pe tirii
shikaar ho ga.e daane talaash karte hu.e
Rakib Mukhtar
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
aa.nkho.n kaa hai KHayaal ki daanaa hai daam me.n
aur fikr kah rahii hai ki daane me.n daam hai