SEARCH RESULTS
Showing search results for "daanish-kade"
Ghazal MATCHES FOR "daanish-kade"
Ghazal
'daanish' ka.ii nasheb-e-nazar se guzar ga.e
har ri.nd aa.ine kii tarah mai-kade me.n thaa
Ehsan Danish
Ghazal
bataa.o kaun se daanish-kade me.n pa.Dhne jaa.e.n
kahaa.n nisaab me.n ye hai ki aadmii kyaa hai
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
baato.n se aql-o-fahm kii ta.ng aa chukaa huu.n mai.n
daanish-kade me.n ek divaana ko.ii to ho
Khaleel Mamoon
Ghazal
Gyan Chand Jain
Ghazal
jinhe.n ham aa.ina samjhe the 'daanish'
vo le kar haath me.n patthar kha.De hai.n
Kunal Danish
Ghazal
Danish Nazeer Dani
Ghazal
Farooq Banspari
Ghazal
Noon Meem Danish
Ghazal
'daanish' kaisaa karb chhupaa.e phirtaa hai
sher kahe raato.n ko jaage dukh dekhe
Noon Meem Danish
Ghazal
kabhii kabhii jo vo Gurbat-kade me.n aa.e hai.n
mire bahe hu.e aa.nsuu jabii.n pe laa.e hai.n
Ehsan Danish
Ghazal
sitam ke baa'd bhii baaqii karam kii aas to hai
vafaa shi'aar nahii.n vo vafaa shanaas to hai
Danish Farahi
Ghazal
Zia Fatehabadi
Ghazal
zamaana ab na.e andaaz se bedaar hai saaqii
na.e qaatil na.e maqtal na.ii ab daar hai saaqii
Wajahat Ali Sandailvi
Ghazal
na jaane kaun sii bastii kaa tuu hai baashinda
tujhe 'dinesh' ko.ii Gam na be-qaraar kare
Dinesh Kumar
Ghazal
rahe jo zindagii me.n zindagii kaa aasraa ho kar
vahii nikle sariir-aaraa qayaamat me.n KHudaa ho kar
Ehsan Danish
Ghazal
tasht-az-baam kiye kaar-e-suKHan-daanii ne
varna dil kitne hii raazo.n kaa amii.n thaa pahle