SEARCH RESULTS
Showing search results for "daastaane.n"
Ghazal MATCHES FOR "daastaane.n"
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
daastaane.n hii sunaanii hai.n to phir itnaa to ho
sun.ne vaalaa shauq se ye kah uThe phir kyaa hu.aa
Iqbal Ashhar
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
Kaif Moradaabadi
Ghazal
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
aisii zaalim daastaane.n kaan me.n pa.Dtii rahii.n
haisiyat jin kii tilismii maajraa se kam na thii
Khayal Amrohvi
Ghazal
kitnii hii daastaane.n sunaataa hai lahr lahr
kahne ko yuu.n to aab-e-ravaa.n boltaa nahii.n
Azhar Abbas
Ghazal
unhe.n fasaane kaho dil kii daastaane.n kaho
ye aa.ine hai.n jo kab se sajaa ke rakkhe hai.n
Kashmiri Lal Zakir
Ghazal
Khwaja Razi Haidar
Ghazal
kar rahe the apnii apnii daastaane.n sab raqam
ek jogii ne to kuuze me.n samundar likh diyaa
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
ham to qisse kahte kahte thak ga.e chup ho ga.e
ab hamaarii daastaane.n log dohraayaa kare.n
Mahshar Badayuni
Ghazal
Hassan Ahmad Awan
Ghazal
ik mohabbat ke havaale se sunii hai.n ham ne
daastaane.n tirii aa.nkho.n kii zabaanii kitnii
Abdul Qavi Ziya
Ghazal
dil bhii lauh-o-qalam kaa ham-sar hai
daastaane.n hai.n kitnii dil pe raqam