SEARCH RESULTS
Showing search results for "dag-mag"
Ghazal MATCHES FOR "dag-mag"
Ghazal
dil kii nayyaa do naino.n ke moh me.n Duubii jaa.e
Dag-mag Dole haa.e re nayyaa Dag-mag Dole haa.e
Ghaus Siwani
Ghazal
KHaal-e-ruKHsaar ko daaG-e-mah-e-kaamil baa.ndhaa
chashm-e-maKHmuur ko kaunain kaa haasil baa.ndhaa
Hayat Madrasi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
sadqe chakor hote hai.n ruKHsaar-e-yaar ke
vo maah-e-chaar-dah mah-e-taabaa.n hai in dino.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHaalii kahaa.n falak sitam-e-rozgaar se
rakhtaa hai dil pe daaG mah-o-aaftaab ke
Naseem Dehlvi
Ghazal
samundaro.n se mah-e-chaar-dah kaa khel hai kyaa
ko.ii khilaa.Dii ko.ii mah-laqaa hii tai karegaa
Tahseen Firaqi
Ghazal
hote hii sub.h aah gayaa maah-e-chaar-dah
saabit hu.aa mujhe ki namak hai aduu-e-shiir
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
aasmaa.n ruu-e-zamii.n hai yaar maah-e-chaar-dah
halqa-e-ahbaab gird us ke hai haala maah kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tum ho mah-e-chaar-dah chaar qadam rakh ke aaj
badr-e-falak-qadr kii qadr ghaTaane chalo
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
gar na andoh-e-shab-e-furqat bayaa.n ho jaa.egaa
be-takalluf daaG-e-mah mohr-e-dahaa.n ho jaa.egaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kis naam-e-mubaarak ne maza mu.nh ko diyaa hai
kyuu.n lab pe mire zamzama-e-sall-e-alaa hai