SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-badarii"
Ghazal MATCHES FOR "dar-badarii"
Ghazal
vahshat ke sivaa kuchh na milaa dar-badarii se
baaz aa.e mohabbat kii ham aashufta-sarii se
Umar Quraishi
Ghazal
har gaam pe aavaargii-o-dar-ba-darii me.n
ik dhyaan kaa saaya hai mirii ham-safarii me.n
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
hame.n hii dar-ba-darii ko bachaanaa pa.Dtaa hai
vagarna raah me.n kyaa kyaa Thikaana pa.Dtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
aatii na agar kaam mire dar-ba-darii bhii
mai.n tark na kar detaa vahii.n ham-safarii bhii
Ali Tasif
Ghazal
mai.n dar pe tire dar-ba-darii se nikal aayaa
chal kar ba-durustii Galatii se nikal aayaa
Iqbal Kausar
Ghazal
sivaa.e-dar-ba-darii us ko KHaak miltaa hai
jo aasmaan se apnii zamii.n badaltaa hai
Alamtaab Tishna
Ghazal
Zakia Ghazal
Ghazal
dard-e-hijraa.n ‘azaab-e-dar-badarii
shahr-e-Gam se rihaa kare ko.ii
Sufyan Ahmad Riyazuddin Salfi
Ghazal
andar andar dar-ba-darii hii dar-ba-darii
baahar baahar KHuub dar-o-diivaarii hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
lazzat-e-dar-badarii me.n ba.Dii vus.at hai ki ye
dar-o-diivaar kaa jhag.Daa nahii.n rahne detii
Farasat Rizwi
Ghazal
Gubaar-e-dar-ba-darii jis ne kar diyaa mujh ko
musaafiro.n ko usii dhuup ne khajuur kiyaa
Abbas Tabish
Ghazal
sabaa ke saath milaa mujh ko hukm-e-dar-ba-darii
gulo.n kii zid hai mizaaj un kaa puuchh kar jaa.uu.n
Waheed Akhtar
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
mai.n ki huu.n aadam-e-aazaim kii rivaayat kaa naqiib
merii shoKHii sabab-e-dar-ba-darii rahnaa thii
Yaqoob Yawar
Ghazal
jo tire dar se uThe hai.n unhe.n ma.aluum kahaa.n
kuucha-e-dar-ba-darii hai tire dar se aage
Rahman Khawar
Ghazal
mazaaq-e-dar-ba-darii har qadam ke saath rahaa
safar me.n jab na rahe KHvaahish-e-safar me.n rahe