SEARCH RESULTS
Showing search results for "darbaan"
Ghazal MATCHES FOR "darbaan"
Ghazal
phir jii me.n hai ki dar pe kisii ke pa.De rahe.n
sar zer-baar-e-minnat-e-darbaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dil hii to hai siyaasat-e-darbaa.n se Dar gayaa
mai.n aur jaa.uu.n dar se tire bin sadaa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
baad yak-umr-e-var.a baar to detaa baare
kaash rizvaa.n hii dar-e-yaar kaa darbaa.n hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
darbaar me.n ab satvat-e-shaahii kii alaamat
darbaa.n kaa asaa hai ki musannif kaa qalam hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kyaa jur.ate.n jo ham ko darbaa.n tumhaaraa Toke
kah do ki ye to jaane-pahchaane aadmii hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dil hii nahii.n ki minnat-e-darbaa.n uThaa.iye
kas ko vafaa kaa silsila jumbaa.n uThaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
vo KHush-nasiib tum se mulaaqaat kyuu.n kare
darbaan hii se jis kii mudaaraat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
kyaa KHaandaa.n kaa apne tujh se kahe.n taqaddus
ruuhul-qudus ik adnaa darbaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
darbaan ban ke sar ko jhukaa.e kha.Dii hai aql
darbaar-e-dil ki jis kaa shahanshaah ishq hai