SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-bhare"
Ghazal MATCHES FOR "dard-bhare"
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
vo ashk bharii aa.nkhe.n aur dard bhare naale
allaah na dikhlaa.e jo vaqt-e-sahar dekhaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
liye phirte hai.n ham apne jigar-o-dil dono.n
ek me.n dard bhare ek me.n armaan bhare
Muztar Khairabadi
Ghazal
raas aa.ii hai mujhe gardish-e-ayyaam bahut
umr bhar dil ne piye dard-bhare jaam bahut
Shakeel Haidar
Ghazal
arbaab-e-samaa.at kii kyo.n aa.nkh na bhar aa.e
is dard bhare dil kii aavaaz shikasta hai
Shareef Ahmad Qureshi
Ghazal
hote jo aap dard-bhare dil ke Gam-gusaar
rashk-e-nashaat hotii mire Gam kii daastaa.n
Shakeel Mazhari
Ghazal
kis dard bhare dil kii 'muniir' aah sadaa hai
ik paikar-e-betaab hai fariyaad kisii kii
Muneer Bhopali
Ghazal
dard bhare jo dil rakhte hai.n un ke liye
pyaar bharii aa.nkho.n kaa aa.nsuu ham dono.n
Asma Riyaz Asma
Ghazal
har ek shai me.n nihaa.n ruuh-e-justujuu tum ho
hamaare dard bhare dil kii aarzuu tum ho
Manzoor Hasan Nami
Ghazal
Asghar Ali Tabassum
Ghazal
Inam Durrani
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
dil kaa saaraa dard bharaa tasviiro.n me.n
ek musavvir naqsh hu.aa tasviiro.n me.n
Manish Shukla
Ghazal
ham ne jab dard bharii apnii kahaanii likkhii
log kahne lage ruudaad puraanii likkhii
Karamat Ali Karamat
Ghazal
aish-o-ishrat bhare ayyaam se Dar lagtaa hai
zindagaanii tire anjaam se Dar lagtaa hai
Dard Sironji
Ghazal
'firaaq' dau.D ga.ii ruuh sii zamaane me.n
kahaa.n kaa dard bharaa thaa mire fasaane me.n