SEARCH RESULTS
Showing search results for "darham-barham"
Ghazal MATCHES FOR "darham-barham"
Ghazal
yakjaa ho jaa.e.n to vahshat ghaT jaatii hai
so KHud ko darham-barham karte rahte hai.n
Vikas Sharma Raaz
Ghazal
jaise uushaa kii laraztii hu.ii pahlii aahaT
yuu.n tabassum tire ho.nTo.n pe hai darham-barham
Sahab Qazalbash
Ghazal
jaise uushaa kii laraztii hu.ii pahlii aahaT
yuu.n tabassum tire ho.nTo.n pe hai darham barham
Sahab Qazalbash
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Abdul Hamid
Ghazal
lagtaa hai kuchh anhonii sii hone vaalii hai
darham-barham hone ko hai jaise nizaam-e-dahr
Shafiq Saleemi
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
Syed Nawab Haider Naqvi Rahi
Ghazal
sar me.n insaan kii mansuube bhare the kyaa kyaa
haa.e par maut ne sab kar diye darham-barham
Hasrat Sharvani
Ghazal
zamiin darham-o-barham dikhaa.ii dene lagii
umiid-e-vasl jo mub.ham dikhaa.ii dene lagii
Mehdi Baqar Khan Meraj
Ghazal
yuu.n nazm-e-jahaa.n darham-o-barham na hu.aa thaa
aisaa bhii tire husn kaa aalam na hu.aa thaa
Fani Badayuni
Ghazal
kyaa kam thaa pahle darham-o-barham ai aasmaa.n
jo aur mujh ko darham-o-barham kiyaa gayaa
Shehzad Raza Lams
Ghazal
mai.n zad me.n fasaado.n kii ik aaya hu.aa ghar huu.n
har chiiz hai ab darham-o-barham mire andar
Ismail Raaz
Ghazal
aaj hai mahfil sajii ik dard kii
aur zulfe.n darham-o-barham bhii hai.n
Syed Saddam Gilani Murad
Ghazal
Shafiullah Khan Janbaz
Ghazal
darham-o-barham hai nazm-e-zindagii
ai Gam-e-dauraa.n tiraa KHaana-KHaraab
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
hone ko hai ye nazm-e-jahaa.n darham-o-barham
aa.nsuu ko.ii larzaa.n sar-e-mizhgaa.n to nahii.n hai