SEARCH RESULTS
Showing search results for "darj"
Ghazal MATCHES FOR "darj"
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
jo hu.aa ye darj thaa pahle hii apne baKHt me.n
is kaa matlab to hu.aa ki bevafaa ko.ii nahii.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
dil kaa saaraa dard bharaa tasviiro.n me.n
ek musavvir naqsh hu.aa tasviiro.n me.n
Manish Shukla
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
apnii majbuurii ko ham diivaar-o-dar kahne lage
qaid kaa saamaa.n kiyaa aur us ko ghar kahne lage
Shabnam Rumani
Ghazal
darj hu.aa hai bad-naamii ke khaate me.n
'ishq me.n ham ne jitnaa naam kamaayaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
puraane kaaGazo.n pe darj merii shaa.irii shaayad
kisii majruuh dil ke zaKHm kii maa.il ridaa hogii
Faisal Fehmi
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Shahryar
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
phir shahr me.n charchaa hai na.ii sang-zanii kaa
aKHbaar me.n phir darj hai ruudaad kisii kii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ham aaj bhii usii darvaaze kii bane the darz
vo be-niyaaz usii tarah phir milii ham se
Ahmad Ata
Ghazal
jabii.n pe hijr kii tahriir darj karne me.n
kisii puraane qalam kii tarah ravaa.n huu.n mai.n
Umair Najmi
Ghazal
hai.n darj sabhii dil pe mohabbat ke KHasaare
ye gin ke likhe hai.n ko.ii taKHmiina nahii.n hai
Ejaaz tawakkal
Ghazal
mai.n baat baat pe rone lagaa huu.n so yaarab
tuu merii KHaamushii ko darj kar javaabo.n me.n
Ashu Mishra
Ghazal
vafaa ke goshvaare me.n miraa pahlaa KHasaara tuu
tire hii naam par darj aaKHirii nuqsaan karnaa hai