SEARCH RESULTS
Showing search results for "daruud"
Ghazal MATCHES FOR "daruud"
Ghazal
baaruud kaa nahii.n miraa maslak daruud hai
mai.n KHair maa.ngtaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
daruud pa.Dhte hu.e us kii diid ko nikle.n
to sub.h phuul bichhaa.e sabaa hamaare liye
Obaidullah Aleem
Ghazal
pa.Dhte hai.n dekh ke us but ko farishte bhii daruud
marhabaa salle-alaa salle-alaa kyaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
us kaa ik pal dekhnaa, us par daruud salaam
hijr bharii jo zindagii ain visaal kare
Nadeem Bhabha
Ghazal
vo dam daruud kii aadii hai aur mujhe shak hai
vo apnaa pyaar mujhe ghol kar pilaa degii
Yunus Tahseen
Ghazal
dard-e-hijraa.n ne ye kiyaa saabit
har kisii ko zavaal tho.Dii hai
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
Aatif Waheed Yasir
Ghazal
na.at-e-nabii ke saath mai.n pa.Dhtii rahuu.n daruud
mujh ko yahii najaat kaa rasta dikhaa.ii de
Rehana Qamar
Ghazal
vo baar baar mohabbat se zikr-e-KHair kare.n
shahiid-e-Gam kii yahii faatiha yahii hai daruud
Nooh Narvi
Ghazal
naa-aashnaa-e-dard nahii.n bevafaa nahii.n
ik aashnaa ki haa.e miraa aashnaa nahii.n
Rifat Sultan
Ghazal
piyuu.n najaat samajh ke jo ishq-e-saaqii hai
daruud pa.Dh ke tapaa.uu.n pa.e savaab sharaab
Imdad Ali Bahr
Ghazal
nahii.n hai ranj ko.ii jo KHushii me.n Dhal na gayaa
daruud mai.n ne pa.Dhaa jab kisii malaal ke baad
Tahira Jabeen
Ghazal
to kyaa ye lafz bhii KHaalii hai.n ma.anaviyyat se
zabuur-e-jism ko ruuh-e-da.uud sau.nptaa huu.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
Irfan Sadiq
Ghazal
mai.n madd-o-jazr-e-taKHayyul ko us ke naam karuu.n
ki jis kaa zikr hamesha mire daruud me.n thaa
Naqqash Ali Balooch
Ghazal
pa.Dh kar daruud ghar se safar ko mai.n chal pa.Daa
naam-e-nabii ne raah ke KHadshaat le liye
Deedar Bastawi
Ghazal
ai ish-e-mehrbaan ko.ii dam ko.ii daruud
miltaa nahii.n ko.ii bhii nigahbaan al-amaan