SEARCH RESULTS
Showing search results for "dast-e-buriida"
Ghazal MATCHES FOR "dast-e-buriida"
Ghazal
buriida-dast-o-qalam kii baraat le ke chalo
hariim-e-jabr me.n sham-e-hayaat le ke chalo
Muslim Shameem
Ghazal
hu.aa hai zulf se gustaaKH kis qadar shaana
hamaare paas bhii dast-e-buriida honaa thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye kis ne dast-e-buriida kii fasl bo.ii thii
tamaam shahr me.n naKHl-e-du.aa nikal aa.e
Irfan Siddiqi
Ghazal
khulaa nahii.n abhii dast-e-buriida tujh pe agar
to is faqiir ke kaase me.n kyo.n ye zar rakkhaa
Zubair Ahad
Ghazal
jo ek dast-e-buriida savaad-e-shauq me.n hai
alam uThaa.e hu.e us ke shaane lagte hai.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
ai aarzuu-e-taaza na kar mujh se chhe.D-chhaa.D
mai.n paa-e-shauq-o-dast-e-tamannaa-buriida huu.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye tamaashaa diidanii Thahraa magar dekhegaa kaun
ho ga.e ham raakh to dast-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kaaT kar dast-e-du.aa ko mere KHush ho le magar
tuu kahaa.n aaKHir ye shaaKH-e-be-samar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ko.ii teG na KHanjar hotaa
miraa saaya jo mire qad ke baraabar hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ab vaa'iz-o-zaahid hai.n baham dast-o-garebaa.n
ik jang-e-jamal aaj masaajid me.n chhi.Dii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
TuuTaa na ek sang bhii kyaa jaane kitne log
tesha-ba-dast daaman-e-kohsaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
paas-e-adab se us ke qadam tak nahii.n majaal
varna na paa-shikasta na dast-e-buriida huu.n
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
bai.at thii mere dast-e-buriida se KHisht-o-KHaak
us pe subuk mai.n saahab-e-diivaar se hu.aa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
ham ne maanaa ki tahii-dast hai.n par sab ke liye
dil me.n ganjiina-e-iKHlaas-o-vafaa rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
surKHii ke sabab KHuub khilaa hai gul-e-laala
aariz me.n labo.n me.n kaf-e-dast o kaf-e-paa me.n