SEARCH RESULTS
Showing search results for "dating"
Ghazal MATCHES FOR "dating"
Ghazal
vo imtizaaj thaa aisaa ki da.ng thii har aa.nkh
jamaal-e-yaar ne pahnii qabaa udaasii kii
Rehman Faris
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
gulzaar me.n jo duur gul-e-laala-ra.ng ho
vo be-hijaabiyaa.n ho.n ki nargis bhii da.ng ho
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
lauh-e-mazaar dekh ke jii da.ng rah gayaa
har ek sar ke saath faqat sang rah gayaa
Zaheer Kashmiri
Ghazal
aksar Guruur-e-fikr jab utraa dimaaG se
mai.n da.ng rah gayaa ki ye kyaa likh gayaa huu.n mai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
har taraf satvat-e-arza.ng dikhaa.ii degii
ra.ng barse.nge zamii.n da.ng dikhaa.ii degii
Qateel Shifai
Ghazal
hujuum-e-chaara-garaa.n dang hai tiraa biimaar
kisii bhii zahr kisii bhii davaa ke bas kaa nahii.n
Abhishek Shukla
Ghazal
dekh shab apne rashk-e-lailaa ko
da.ng thaa mai.n to mujh me.n haal na thaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
dekhaa mai.n chahaar daa.ng-e-aalam
par haath lagaa na kuchh bhii ik daa.ng
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
da.ng rah jaa.oge tum apne karam-farmaa ko jab
dekh loge ik dafa ghar me.n sitam karte hu.e
Amardeep Singh
Ghazal
dekh kar aa.iina mujh ko da.ng hai
mujh ko bhii hai apnii hairat par ghamanD
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
dil ne ik chashm-e-zadan me.n hii kiyaa hai vo kaam
jis pe duniyaa-e-KHirad da.ng rahii hai barso.n
Wakil Akhtar
Ghazal
sahmii hu.ii fazaa-e-Gazaalaa.n ke ruu-ba-ruu
ja.ngal thaa qahqahe the KHudaa thaa mai.n da.ng thaa
Akram Naqqash
Ghazal
shaayad junuu.n hii ab to kare rahbarii 'asar'
ham us maqaam par hai.n jahaa.n aql da.ng hai
Izhar Asar
Ghazal
ab tap-e-furqat se ye kuchh zof taarii hai ki aah
da.ng rah jaatii hai ham ko naa-tavaanii dekh kar