SEARCH RESULTS
Showing search results for "dawai"
Ghazal MATCHES FOR "dawai"
Ghazal
ajiib KHabt-e-masiihaa.ii hai ki hairat hai
mariiz mar bhii chukaa hai davaa.ii jaarii hai
Ali Zaryoun
Ghazal
kitnaa maanuus saa ham-dardo.n kaa ye dard rahaa
ishq kuchh rog nahii.n thaa jo davaa.ii lete
Rahat Indori
Ghazal
hai to muflis vo magar apnii davaa.ii se kabhii
KHarch ahbaab ke paise nahii.n hone detaa
Mahmood Ghazni
Ghazal
tumhaare haatho.n kaa lams kaafii hai lauT aa.o
mai.n Thiik ho jaa.uu.ngii davaa.ii pa.Dii rahegii
Komal Joya
Ghazal
hamaaraa yaar kal shab terii ik tasviir le aaya
dikhaane lag gayaa biimaar ko parcha davaa.ii kaa
Vishnu Virat
Ghazal
ko.ii chaaraagar nahii.n hai aaj meraa
har maraz kii KHud davaa.ii kar rahaa huu.n
Aadarsh Dubey
Ghazal
jitne dukh-dard tahaa.if me.n diye hai tuu ne
le ke aa.egii azal sab kii davaa.ii duniyaa
Faiz Khalilabadi
Ghazal
Azeem Kamil
Ghazal
huu.n mariiz-e-ishq mujh ko chain kuchh aataa nahii.n
be-asar hai har davaa.ii aap ke jaane ke ba.ad
Mehrbaan Amrohvi
Ghazal
baa-KHudaa ham se mohabbat ke mariizo.n ke liye
un ke diidaar se behtar bhii davaa.ii kyaa hai
Irfan Abid
Ghazal
chaa.nd jaise ho nii.nd kii golii
raate.n kyaa kyaa davaa.ii lene lagii.n
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
karnaa hai sab ko Thiik mohabbat kii maar ne
sab kaa ilaaj us hii davaa.ii se kiijiye
Azlan shah
Ghazal
pyaar ke rog kii bas pyaar davaa hai to phir
lauT kar aa.o mujhe merii davaa.ii do tum
Gaurav Trivedi
Ghazal
mariiz-e-'ishq ho mirgii ho juutaa hai 'ilaaj in kaa
tum in dono.n kii ye desii davaa.ii dekhte jaa.o