SEARCH RESULTS
Showing search results for "dekhe.n"
Ghazal MATCHES FOR "dekhe.n"
Ghazal
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kab tak abhii rah dekhe.n ai qaamat-e-jaanaana
kab hashr mu.ayyan hai tujh ko to KHabar hogii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ye ham jo hijr me.n diivaar-o-dar ko dekhte hai.n
kabhii sabaa ko kabhii naama-bar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
le de ke apne paas faqat ik nazar to hai
kyuu.n dekhe.n zindagii ko kisii kii nazar se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
chehraa dekhe.n tere ho.nT aur palke.n dekhe.n
dil pe aa.nkhe.n rakkhe.n terii saa.nse.n dekhe.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
aa.iine se pardaa kar ke dekhaa jaa.e
KHud ko itnaa tanhaa kar ke dekhaa jaa.e
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
dekhe.n to chal ke yaar tilismaat-e-samt-e-dil
marnaa bhii pa.D gayaa to chalo mar bhii aa.e.nge