SEARCH RESULTS
Showing search results for "dekhne"
Ghazal MATCHES FOR "dekhne"
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
mai.n badalte hu.e haalaat me.n Dhal jaataa huu.n
dekhne vaale adaakaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
mai.n us ko dekhne ko tarastii hii rah ga.ii
jis shaKHs kii hathelii pe meraa nasiib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
gulzaar-e-hast-e-buud na begaana-vaar dekh
hai dekhne kii chiiz ise baar baar dekh
Allama Iqbal
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
tuu agar nazar milaa.e, miraa dam nikal hii jaa.e
tujhe dekhne kii himmat kabhii thii na hai na hogii
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
sab log jidhar vo hai.n udhar dekh rahe hai.n
ham dekhne vaalo.n kii nazar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
chehre ko jhurriyo.n ne bhayaanak banaa diyaa
aa.iina dekhne kii bhii himmat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
ai dekhne vaalo mujhe ha.ns ha.ns ke na dekho
tum ko bhii mohabbat kahii.n mujh saa na banaa de
Behzad Lakhnavi
Ghazal
TuuTne par ko.ii aa.e to phir aisaa TuuTe
ki jise dekh ke har dekhne vaalaa TuuTe