SEARCH RESULTS
Showing search results for "dekhte"
Ghazal MATCHES FOR "dekhte"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
abhii kuchh aur karishme Gazal ke dekhte hai.n
'faraaz' ab zaraa lahja badal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
dekhte hii mujhe mahfil me.n ye irshaad hu.aa
kaun baiThaa hai use log uThaate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vo tirii galii ke tevar, vo nazar nazar pe pahre
vo miraa kisii bahaane tujhe dekhte guzarnaa
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ye ham jo hijr me.n diivaar-o-dar ko dekhte hai.n
kabhii sabaa ko kabhii naama-bar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
jahaa.n teraa naqsh-e-qadam dekhte hai.n
KHayaabaa.n KHayaabaa.n iram dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
gauhar ko aqd-e-gardan-e-KHuubaa.n me.n dekhnaa
kyaa auj par sitaara-e-gauhar-farosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
dekhte kyuu.n ho 'shakeb' itnii bulandii kii taraf
na uThaayaa karo sar ko ki ye dastaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
jin aa.nkho.n se mujhe tum dekhte ho
mai.n un aa.nkho.n se duniyaa dekhtaa huu.n
Rasa Chughtai
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
rasta dekhne vaalii aa.nkho.n ke anhone-KHvaab
pyaas me.n bhii dariyaa.o.n jaisii baate.n karte hai.n