SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhamkaataa"
Ghazal MATCHES FOR "dhamkaataa"
Ghazal
naa-tavaanii ne nikal jaane kaa Dar to kho diyaa
yaar ko ab apne mar jaane se dhamkaataa huu.n mai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ye jaam chhalkaa ki aa.nchal bahaar kaa Dhalkaa
shariir shosha sharaara shabaab shar shoKHii
Shahzad Qais
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
ko.ii dhamaakaa ko.ii chiiKH ko.ii ha.ngaama
lahuu badan kaa lahuu kii shabaahate.n maa.nge
Nida Fazli
Ghazal
koyale.n kuukii.n bahut diivaar-e-gulshan kii taraf
chaa.nd damkaa hauz ke shaffaaf paanii me.n bahut
Muneer Niyazi
Ghazal
phuul sii u.ngliyaa.n kanghiyaa.n ban ga.ii.n
uljhe baalo.n se maathaa Dhakaa dekh kar
Bashir Badr
Ghazal
o.Dhaa hu.aa hai mai.n ne ye kaisaa ajab libaas
itnaa Dhakaa hu.aa huu.n ki uryaaniyo.n me.n huu.n
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
bahut thii tishnagii dariyaa bahut thaa
saraabo.n se Dhakaa sahraa bahut thaa
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
Shamim Karhani
Ghazal
Gair kii KHaatir se tum yaaro.n ko dhamkaane lage
aa ke mere ruu-ba-ruu talvaar chamkaane lage