SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhar"
Ghazal MATCHES FOR "dhar"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
itnaa maanuus na ho KHalvat-e-Gam se apnii
tuu kabhii KHud ko bhii dekhegaa to Dar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
sho.ala-e-aah ko bijlii kii tarah chamkaa.uu.n
par mujhe Dar hai ki vo dekh ke Dar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aisaa ho ko.ii naama-bar baat pe kaan dhar sake
sun ke yaqiin kar sake jaa ke unhe.n sunaa sake
Hafeez Jalandhari
Ghazal
lahje kii tez dhaar se zaKHmii kiyaa use
paivast dil me.n lafz kii sa.ngiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
kyaa havaa haath me.n talvaar liye phirtii thii
kyuu.n mujhe Dhaal banaane ko ye chhitnaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
aatii hai dhaar un ke karam se shu.uur me.n
dushman mile hai.n dost se behtar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
haath me.n hai aap ke talvaar kiije qatl-e-aam
haa.n magar talvaar kii kuchh dhaar kam kar diijiye
Farhat Ehsas
Ghazal
talvaar kaa bhii maaraa KHudaa rakkhe hai zaalim
ye to ho ko.ii gor-e-Gariibaa.n me.n dar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
mujh ko kuchh aisaa lagaa ki mar ke zinda ho gayaa
apne hii saa.e se jaise Dar chukaa kamre me.n vo
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
kha.nDar samajh ke mirii sair karne aayaa thaa
gayaa to mausam-e-Gam phuul dhar gayaa mujh me.n