SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhiime"
Ghazal MATCHES FOR "dhiime"
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
kabhii dhanak sii utartii thii un nigaaho.n me.n
vo shoKH rang bhii dhiime pa.De havaa.o.n me.n
Fahmida Riaz
Ghazal
kisii kaa dekh ke dhiime se muskuraa denaa
kisii ke vaaste kul kaa.enaat hotii hai
Fariha Naqvi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
havaa.o ek pal ke vaaste lillaah ruk jaa.o
vo merii arz par dhiime se kuchh irshaad karte hai.n
Saraswati Saran Kaif
Ghazal
ye kaisii mutriba hai jo chhup kar jahaan se
dhiime suro.n me.n raat ko gaatii hai aaj bhii
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
Priya Tabita
Ghazal
Javed Saba
Ghazal
dhiime dhiime se sulagte hu.e jazbaat ke saath
'miir' kaa tarz-e-bayaa.n ho to Gazal hotii hai
Pirzada Qasim
Ghazal
mai.n ba-zaahir to huu.n aasuuda pa mere andar
dhiime dhiime se kahii.n aah-o-bukaa chaltii hai
Liaqat Jafri
Ghazal
dhiime lahje me.n bahut chiiKH liyaa hai mai.n ne
ab to aavaaz kii raftaar ba.Dhaanii hai mujhe
Shahnawaz Ansari
Ghazal
dhiime dhiime aa.nchal vaalii aaj bhii aas lagaa.e
darvaaze par aan kha.Dii hai ghar ko lauT chale.n
Zahid Hasan Chugtai
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
pahle to baaho.n me.n bhartaa hai vo mujh ko
aur phir dhiime se parda khii.nchtaa hai