SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhunnaa"
Ghazal MATCHES FOR "dhunnaa"
Ghazal
us ne sar apnaa dhunaa dekh shigaaf-e-dar se
kar ke Gash rah ga.e ham us kii jo chaukhaT se lipaT
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
aur mai.n mudda.aa-talab aish se naa-umiid ho
shola-e-sham.a kii tarah sar ko pa.Daa dhunaa kiyaa
Shah Naseer
Ghazal
kabhii ronaa kabhii sar dhun.naa kabhii chup rahnaa
kaam karne hai.n bahut se tire be-kaaro.n ko
Raza Azimabadi
Ghazal
mujh ko isii dhun me.n hai har lahza basar karnaa
ab aa.e vo ab aa.e laazim unhe.n aanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ye KHvaab hai KHushbuu hai ki jho.nkaa hai ki pal hai
ye dhund hai baadal hai ki saayaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
javaaz Dhuu.nD rahaa thaa na.ii mohabbat kaa
vo kah rahaa thaa ki mai.n us ko bhuul jaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
taqliid kii ravish se to behtar hai KHud-kushii
rasta bhii Dhuu.nD KHizr kaa saudaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
vo aaj bhii sadiyo.n kii masaafat pe kha.Daa hai
Dhuu.nDaa thaa jise vaqt kii diivaar giraa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
ajiib log hai.n merii talaash me.n mujh ko
vahaa.n pe Dhuu.nD rahe hai.n jahaa.n nahii.n huu.n mai.n
Rahat Indori
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
meraa dil-e-gum-gashta jo Dhuu.nDaa nahii.n miltaa
vo apnaa dahan apnii kamar dekh rahe hai.n