SEARCH RESULTS
Showing search results for "dihaat"
Ghazal MATCHES FOR "dihaat"
Ghazal
kahaa.n nigah se guzarte hai.n dukh bhare dihaat
hasiin shahro.n ke hii Gam me.n mubtalaa ham hai.n
Habib Jalib
Ghazal
ab na vo giit na chaupaal na panghaT na alaa.o
kho ga.e shahro.n ke ha.ngaamo.n me.n dihaat mire
Fuzail Jafri
Ghazal
sab dost mire muntazir-e-parda-e-shab the
din me.n to safar karne me.n diqqat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
tum ko hichkii aane se bhii diqqat thii
mai.n ne tum ko yaad hii karnaa chho.D diyaa
Mehshar Afridi
Ghazal
hame.n to rone me.n ko.ii diqqat nahii.n hai lekin
vo puuchhnaa thaa ki rone vaalo.n kaa kyaa banegaa
Jahanzeb Sahir
Ghazal
uqda to be-shak khulaa lekin ba-sad-diqqat khulaa
kaam to be-shak banaa lekin ba-sad mushkil banaa
Azad Ansari
Ghazal
bahaa diyaa miraa KHuu.n us ne apne kuuche me.n
usii ko yaaro diyat samjho KHuu.n-bahaa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
shaiKH-e-be-nafs ko nazla nahii.n hai naak kii raah
ye hai jiryaan-e-manii dhaat chalii jaatii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Dol par chaa.nd hare khet fazaa.e.n KHaamosh
kaisii ma.asuum havaa kartii hai dehaat kii raat
Talib Baghpati
Ghazal
nii.nd ko taaq pe dhar aur diyaa pahluu me.n
girya-e-aaKHir-e-shab me.n ko.ii diqqat na banaa
Yunus Tahseen
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
aise bojhal hai.n tire baa'd mohabbat ke qadam
jaise la.Dkii kisii dehaat kii ghabraa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
'saudaa' ne apne KHuu.n kii diyat tum se yak-nigaah
chaahii to itnii baat se inkaar kar chale