SEARCH RESULTS
Showing search results for "diimak"
Ghazal MATCHES FOR "diimak"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
diimak kii tarah chaaT rahaa hai jo kaun hai
kis Gam me.n ghul rahaa huu.n mujhe kuchh nahii.n pataa
Jahangeer nayab
Ghazal
'aalam me.n jis kii dhuum thii us shaahkaar par
diimak ne jo likhe kabhii vo tabsire bhii dekh
Shakeb Jalali
Ghazal
ye na ho gar mai.n hiluu.n to girne lage buraada
dukho.n kii diimak badan kii lak.Dii nigal ga.ii ho
Umair Najmi
Ghazal
de gayaa aa.nkho.n ko farsh-e-raah ban.ne kaa sila
de gayaa biinaa.ii ko sauGaat me.n diimak ko.ii
Iqbal Sajid
Ghazal
harf-e-ziist ko maut kii diimak chaaT bhii le
kab se huu.n mahsuur badan kii ghaaTii me.n
Hamida Shaheen
Ghazal
is jism ko bhii chaaT ga.ii saa.ns kii diimak
mai.n ne use dekhaa thaa kisii vaqt haraa bhii
Imran Aami
Ghazal
bhale auraaq-e-maazii chaaT jaa.e vaqt kii diimak
jo qisse yaad aane hai.n vo qisse yaad aa.e.nge
Sardar Saleem
Ghazal
Azra Naqvi
Ghazal
jo rafta rafta Gam-e-intizaar kii diimak
mire vajuud ko khaa.e to kyaa kiyaa jaa.e
Afzal Allahabadi
Ghazal
ai mire saathii ye tere chho.D jaane kii kasak
mujh ko diimak kii tarah andar hii andar khaa.egii
Shakeel Sarosh
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
kaahilii kii lag ga.ii diimak har ik tadbiir par
iktifaa karke vo shaayad rah gayaa taqdiir par
Abdus Sattar Danish
Ghazal
din-raat us ke hijr kaa diimak lage lage
dil ke tamaam KHaane mujhe khokhle lage
Aks samastipuri
Ghazal
kahaa thaa taa.ero.n se pe.D ko diimak lagii hai
kisii ko aazmaane kaa iraada hii nahii.n thaa
Daniyal Tareer
Ghazal
saa.npo.n me.n asaa phe.nk ke ab mahv-e-du.aa huu.n
maaluum hai diimak ne use khaayaa hu.aa hai
Faisal Ajmi
Ghazal
KHvaab ke suukhe hu.e KHaako.n me.n lazzat kaa Gubaar
nii.nd ke diimak-zada gatte ke piichhe intizaar
Adil Mansuri
Ghazal
vo chaaT letaa hai diimak kii tarah mustaqbil
tumhe.n pata nahii.n maazii jo haal kartaa hai