SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-kam-alam"
Ghazal MATCHES FOR "dil-e-kam-alam"
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
kisii ko dekh kar be-KHud dil-e-kaam ho jaanaa
usii ko log kahte hai.n KHayaal-e-KHaam ho jaanaa
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
kahnii hai ek baat dil-e-shaad-kaam se
ta.ng aa gayaa huu.n yaar mohabbat ke naam se
Jamal Ehsani
Ghazal
farebo.n se na bahlegaa dil-e-aashufta-kaam apnaa
ba-zaahir muskuraa kar dekhne vaale salaam apnaa
Mahshar Inayati
Ghazal
Dil Ayubi
Ghazal
tiraa KHayaal miraa soz-e-aarzuu-e-sahar
ko.ii to thaa shab-e-furqat jo dil ke kaam aayaa
Dil Ayubi
Ghazal
rah gayaa KHvaab-e-dil-aaraam adhuuraa kis kaa
Dhal ga.ii shab to khulaa hai ye dariicha kis kaa
Dil Ayubi
Ghazal
KHuugar-e-aish-o-masarrat dil-e-KHud-kaam nahii.n
hai ye aaraam kii suurat magar aaraam nahii.n
Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni
Ghazal
Alam Muzaffar Nagari
Ghazal
bha.Dke hu.e sho.ale hii mataa-e-dil-o-jaa.n hai.n
'aalam' tire kuuche me.n havaa tez bahut hai
Afroz Alam
Ghazal
'aalam' dil-e-asiir ko samjhaa.uu.n kis tarah
kam-baKHt e'tibaar ke qaabil nahii.n hai vo
Alam Khursheed
Ghazal
KHushii ke laakh vasaa.el KHariid lo 'aalam'
dil-e-shikasta magar pur-malaal rahtaa hai
Alam Khursheed
Ghazal
dil saagar-e-afkaar me.n Duubaa ho to 'aalam'
kaano.n ko maza naGma-saraa.ii nahii.n detii
Aalam Nizami
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
badlaa na meraa ranj-o-alam haa.e re qismat
dil aur machal jaataa hai dil-giir ke aage
Maqsood Alam Khan Alam Barelvi
Ghazal
dil lagaanaa kahaa.n thaa ye 'aalam'
KHuun-e-dil is tarah bahaanaa thaa
Maqsood Alam Khan Alam Barelvi
Ghazal
phir kisii ke kaam aa.e ye to is qaabil nahii.n
rah gayaa hai ban ke 'aalam' dil ye kaashaana tiraa
Maqsood Alam Khan Alam Barelvi
Ghazal
vaaqif the kahaa.n ham dil-e-naa-chaar se pahle
kam-baKHt mohabbat ke is aazaar se pahle