SEARCH RESULTS
Showing search results for "dino.n"
Ghazal MATCHES FOR "dino.n"
Ghazal
na tujh ko maat hu.ii hai na mujh ko maat hu.ii
so ab ke dono.n hii chaale.n badal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aire-Gaire log bhii pa.Dhne lage hai.n in dino.n
aap ko aurat nahii.n aKHbaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
bahut dino.n se mai.n in pattharo.n me.n patthar huu.n
ko.ii to aa.e zaraa der ko rulaa.e mujhe
Bashir Badr
Ghazal
ga.e dino.n kii laash par pa.De rahoge kab talak
alam-kasho uTho ki aaftaab sar pe aa gayaa
Nasir Kazmi
Ghazal
kitne dino.n ke pyaase ho.nge yaaro socho to
shabnam kaa qatra bhii jin ko dariyaa lagtaa hai
Qaisarul Jafri
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
bahut dino.n se miraa dil udaas hai 'mohsin'
is aa.ine ko ko.ii aks ab nayaa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
mai.n in dino.n huu.n KHud se itnaa be-KHabar
mai.n bujh chukaa huu.n aur mujhe pataa nahii.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
bhale dino.n kaa bharosaa hii kyaa rahe.n na rahe.n
so mai.n ne rishta-e-Gam ko bahaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
kabhii kabhii jo tire qurb me.n guzaare the
ab un dino.n kaa tasavvur bhii mere paas nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
ab kisii lailaa ko bhii iqraar-e-mahbuubii nahii.n
in dino.n badnaam hai har ek diivaane kaa naam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bahut dino.n se hai dil apnaa KHaalii KHaalii saa
KHushii nahii.n to udaasii se bhar ga.e hote
Bashir Badr
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
in dino.n aap kaa aalam bhii ajab aalam hai
tiir khaayaa hu.aa jaise ko.ii aahuu aa.e