SEARCH RESULTS
Showing search results for "diq"
Ghazal MATCHES FOR "diq"
Ghazal
din cha.Dhe dhuup kii baate.n nahii.n suntaa ko.ii
chaa.ndnii-raat pukaare tiraa aashiq mujh ko
Anjum Barabankvi
Ghazal
qaabil-e-diid tum ai yaar nazar aate ho
chashm-e-bad-duur trahdaar nazar aate ho
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
shab-e-taariik judaa.ii me.n ye chillaataa huu.n
diq bahut kartii hai.n yaa-hazrat-e-baarii raate.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
kaan me.n pichhle pahar aa.ii ik aavaaz-e-hazii.n
ab to Gam-KHvaar bhii diq hai.n tire biimaaro.n se
Yagana Changezi
Ghazal
ye kyaa yaqiin ki tuu mil hii jaa.egaa mujh ko
tirii judaa.ii kaa jaa.n levaa dik to sah jaa.uu.n
Riaz Majeed
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
dil-lagii Gairo.n se be-jaa hai mirii jaa.n chho.D de
maan kahnaa tere sadqe tere qurbaa.n chho.D de
Rind Lakhnavi
Ghazal
diyaa mariiz-e-mohabbat ko nusKHa-e-tap-e-diq
tujhe ilaaj bhii ai chaaraagar nahii.n aataa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
ishq kaa kuchh bhii na anjaam tuu ai dil samjhaa
pahle aasaan thaa kyaa ab jise mushkil samjhaa
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ga.e din ki tanhaa thaa mai.n anjuman me.n
yahaa.n ab mire raaz-daa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
na jaane kab tire dil par na.ii sii dastak ho
makaan KHaalii hu.aa hai to ko.ii aa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
jab hu.aa zikr zamaane me.n mohabbat kaa 'shakiil'
mujh ko apne dil-e-naakaam pe ronaa aayaa