SEARCH RESULTS
Showing search results for "divaane"
Ghazal MATCHES FOR "divaane"
Ghazal
ye jo diivaane se do-chaar nazar aate hai.n
in me.n kuchh saahab-e-asraar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
ik tum hii nahii.n tanhaa ulfat me.n mirii rusvaa
is shahr me.n tum jaise diivaane hazaaro.n hai.n
Shahryar
Ghazal
tum apne chaahne vaalo.n kii baat mat suniyo
tumhaare chaahne vaale divaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
bakne bhii do 'aajiz' ko jo bole hai bake hai
diivaana hai diivaane se kyaa baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ab kisii lailaa ko bhii iqraar-e-mahbuubii nahii.n
in dino.n badnaam hai har ek diivaane kaa naam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
garmi-e-mahfil faqat ik naara-e-mastaana hai
aur vo KHush hai.n ki is mahfil se diivaane ga.e
Khatir Ghaznavi
Ghazal
tumhaarii anjuman se uTh ke diivaane kahaa.n jaate
jo vaabasta hu.e tum se vo afsaane kahaa.n jaate
Qateel Shifai
Ghazal
Meeraji
Ghazal
KHalq kahtii hai jise dil tire diivaane kaa
ek gosha hai ye duniyaa isii viiraane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
qayaamat ke diivaane kahte hai.n ham se
chalo un ke chehre se parda haTaa de.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Hafeez Merathi
Ghazal
ham se diivaane kahii.n tark-e-vafaa karte hai.n
jaan jaa.e ki rahe baat nibhaa dete hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
is mausam-e-gul hii se bahke nahii.n diivaane
saath abr-e-bahaaraa.n ke vo zulf bhii lahraa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
hai najd me.n sukuut havaa.o.n ko kyaa hu.aa
lailaa.e.n hai.n KHamosh divaane kidhar ga.e
Akhtar Shirani
Ghazal
na ab vo jalva-e-yuusuf na misr kaa baazaar
na ab vo husn ke tevar, na ab vo diivaane