SEARCH RESULTS
Showing search results for "dono"
Ghazal MATCHES FOR "dono"
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
dono gesuu pa.e aashiq hai.n kamande.n dohrii
pech me.n laa.oge ayyaar nazar aate ho
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
mire dono jahaa.n tum shaad kartii ho
yuu.n apnii zulf jab aazaad kartii ho
Satish Dubey Satyarth
Ghazal
Quli Qutub Shah
Ghazal
saaqiyaa dono.n jahaa.n se phir to be.Daa paar hai
gar bat-e-mai aa.e dariyaa ke kinaare haath me.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
chakkar mai.n hai.n shaiKH-o-gabr dono
apne liye KHud tabaah kyaa hai.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
mai.n vo bulbul huu.n jise dono hai.n ek
baaG ho yaa KHaana-e-sayyaad ho
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
ye dono laazim-o-malzuum hai.n goyaa ki aapas me.n
na yaar apnaa kabhuu hote sunaane rozgaar apnaa
Taban Abdul Hai
Ghazal
dham se ham dono gire farsh pe hai.n ruup ki raat
rah gayaa un kaa dupaTTa bhii chhapar-khaT se lipaT
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
lene na deve.nge mujhe Tuk chain jiite jii
dushman ye dono gardish-e-ayyaam aur ishq
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
likkhaa hai miraa naam samundar pe havaa ne
aur dono kii fitrat me.n sukuu.n hai na vafaa hai
Arsh Siddiqui
Ghazal
aa.iine ke saath apnii suurat unhe.n dikhlaa.e.n
dekhe.n to vo dono me.n hairaa.n kise kahte hai.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
aashiq-e-soKHta-dil KHatt-e-sanam dono.n ek
jis tarah suniye judaa shaadii-o-Gam dono.n ek
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
apne ghar me.n ghar jaisii ik baat to hai
dukh-sukh dono aate jaate rahte hai.n