SEARCH RESULTS
Showing search results for "dukhii"
Ghazal MATCHES FOR "dukhii"
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Gopaldas Neeraj
Ghazal
dukhii samaaj me.n aa.nsuu bhare zamaane me.n
use ye kaun bataa.e ki ashk-baar na ho
Waseem Barelvi
Ghazal
masaafat-e-shab-e-hijraa.n ke baa'd bhed khulaa
havaa dukhii hai charaaGo.n kii aabruu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n ki vo bhii dukhii na ho jaa.e
ye daastaan ko.ii aisii KHush-gavaar nahii.n
Jawad Sheikh
Ghazal
mashiinii ahd me.n ehsaas-e-zindagii ban kar
dukhii dilo.n ke liye mai.n ne shaa.erii kar lii
Arif Shafiq
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
us kaa har baat me.n inkaar dukhii kartaa hai
mujh ko ik shaKHs lagaataar dukhii kartaa hai
Mirza Raahil
Ghazal
ye aalam-e-zuhuur hai hijrat-zada 'saliim'
ham bhii dukhii hai.n sirf pareshaan tum nahii.n
Saleem Kausar
Ghazal
dukhii nahii.n hai.n ki ham kyo.n hu.e nazar-andaaz
hame.n pataa hai ki ham be-ruKHii ke qaabil hai.n
Sabahat Urooj
Ghazal
sukh se to fan kabhii panpaa hii nahii.n
jo dukhii hai vahii fankaar achchhaa
Mahshar Badayuni
Ghazal
saaz-navaa-e-dard hijaabaat-e-dahr me.n
kitnii dukhii hu.ii hai.n rage.n kaa.enaat kii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mai.n us ko bhuulne ke iraade se huu.n dukhii
hotaa hai kaun jang kaa elaan karke KHush
Yasir Khan Inam
Ghazal
dukhii dilo.n me.n, dukhii saathiyo.n me.n rahte the
ye aur baat ki ham muskuraa bhii lete the
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
duur hai manzil-e-aafaaq dukhii baiThe hai.n
saKHt hai paa.nv kii zanjiir utartii bhii nahii.n
Shahab Jafri
Ghazal
tuu aur kuchh na sahii, dost to hai aaKHir yaar!
dukhii rahaa hai bahut aaj teraa shaa.ir yaar!