SEARCH RESULTS
Showing search results for "dulhan"
Ghazal MATCHES FOR "dulhan"
Ghazal
kamaal-e-zabt ko KHud bhii to aazmaa.uu.ngii
mai.n apne haath se us kii dulhan sajaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
baap larzaa.n hai ki pahu.nchii nahii.n baaraat ab tak
aur ham-joliyaa.n dulhan ko sa.nvaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Gopaldas Neeraj
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
ik jism se javaanii aise bichha.D rahii hai
jaise dulhan kii meh.ndii bistar pe jha.D rahii hai
Anant Gupta
Ghazal
jalva-o-parde kaa ye rang dam-e-nazzaara
jis tarah adh-khule ghuu.nghaT me.n dulhan kyaa kahnaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
vo mire saamne dulhan kii tarah baiThe hai.n
KHvaab achchhaa hai magar KHvaab me.n kyaa rakkhaa hai
Muzaffar Razmi
Ghazal
aatii hai dulhan ban ke mashiyyat kii jilau me.n
aavaargri-e-aadam-o-havvaa mire aage
Josh Malihabadi
Ghazal
maa.n baap kii du.aa.o.n se ba.Dh kar jahez me.n
dulhan ko aur ko.ii bhii zevar nahii.n milaa
Abbas Dana
Ghazal
sehn me.n ik shor saa har aa.nkh hai hairat-zada
chuu.Diyaa.n sab to.D dii.n dulhan ne pahlii raat ko