SEARCH RESULTS
Showing search results for "duniyaa-e-ishq"
Ghazal MATCHES FOR "duniyaa-e-ishq"
Ghazal
duniyaa-e-ishq me.n kisii qaabil nahii.n rahaa
jo dil tirii nazar se giraa dil nahii.n rahaa
Shaida Ambalvi
Ghazal
duniyaa-e-husn-o-ishq me.n kis kaa zuhuur thaa
har aa.nkh barq-paash thii har zarra tuur thaa
Fani Badayuni
Ghazal
duniyaa-e-husn-o-ishq kaa ulTaa hisaab hai
naa-kaamyaab hai jo yahaa.n kaamyaab hai
Parmod Lal Yakta
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
ai 'ashk' zindagii me.n na puuchhii kisii ne baat
ab KHaak chuumte hai.n hamaare mazaar kii
Ashk Amritsari
Ghazal
log rote bhii hai.n turbat me.n luTaa kar ai 'ashk'
aur siine pe bhii ik sa.ng-e-giraa.n rakhte hai.n
Ashk Rampuri
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n bhalaa mere jasd-e-KHaakii se
ai 'ashk' kyaa mire taar-e-nafas kaa rishta thaa
Raza Ashk
Ghazal
do bol dil ke hai.n jo har ik dil ko chhuu sake.n
ai 'ashk' varna sher hai.n kyaa shaa.irii hai kyaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
ashk' apne siina-e-pur-KHuu.n me.n sail-e-ashk bhii
rok rakhtaa huu.n jigar ke KHuun kii tahliil tak
Ashk Amritsari
Ghazal
kaaGaz-e-abrii pe likh haal-e-dil-e-pur-soz-e-ishq
gird us ke barq kii tahriir khii.nchaa chaahiye
Ishq Aurangabadi
Ghazal
tujh KHat kii yaad me.n dil-e-hairaan-e-ishq kaa
durr-e-najaf kii tarah se muudaar thaa so hai
Ishq Aurangabadi
Ghazal
Ashk Amritsari
Ghazal
Ashk Almas
Ghazal
Raza Ashk
Ghazal
Winod Ashk
Ghazal
tum chaaho ki duniyaa me.n rahe naam kisii kaa
kar saktii hai kyaa gardish-e-ayyaam kisii kaa